Airtel payment bank ki full KYC online kaise kare

 Hello friends is post me ham baat karne wale hai एयरटेल पेमेंट बैंक की फुल के वाई सी कैसे और कहाँ कराये, agar aapne airtel payment bank ke liye apply kiye hai, aur aapka account open ho chuka hai to first me aapka mini kyc hi hua rahta hai. lekin baad me aapko uska pura benifits lene ke liye aur adhik amount ka transaction karne ke liye full kyc karna jaruri hota hai.

to apna airtel payment bank ka full kyc online karna chahte hai to iske liye aapko kahi jane ki jarurat nahi. ha par aap bahar se bhi agent ke through kara sakte hai agar aapko online wala process samjh na aaye ya koi problem hoti hai hai tab.



Airtel payment bank ki full KYC online kaise kare

  1. To friends airtel payment bank full kyc karne ke liye aapko apne mobile me airtel thanks app download karna hai, 
  2. uske baad aapko app me log in karna hai, 
  3. Fir view profile par click karna hai
  4. Iske baad open bank account par click karna hai
  5. Iske baad get started par karna hai.
  6. Fir aage aadhaar number, pan number enter karna hai.
  7. Iske baad father name, mother name, marital status, aur jo bhi normal detail aage hoga use bharna hai.
  8. Iske baad nominee deatils bharna hai.
  9. Iske schedule now par click karke call ke option par click kar agend se video call par baat kar full kyc kara sakte hai.
Agar aapko iske bare me puri jankari chahiye to niche diye gaye video ko dekhe, is video pe aapko full details mil jayegi.


Ye bhi padhe :







Watch video :


Comments

Popular posts from this blog

Bank of baroda balance check by miss call/ mini statement number | बैंक ऑफ़ बड़ौदा अकाउंट बैलेंस चेक कैसे करे मिस कॉल से