kaise pata kare ki mera account open hua ki nahi

 Hello friends is post me ham aapko bata rahe ki bank me account open karne ke baad aapko kaise pata chalega ki account open hua hai ki nahi. jaisa ki aapko pata hai bank me khata kholne ke liye aapse bahut sare document liye jate hai, jisme photo, identity proof, address proof, aadhaar card, pan card etc.

To friends is process me bank walo ko kuch time lagta hai aapki detail ko computer me save karne me aur sath hi aapke liye bank passbook bhi issue kiya jata hai jisme kuch time lagta hai, to alag alag bank ka timing alag ho sakta hai kuch banko me jaldi kar diya jata hai aur kuch banko me thoda time bhi lag sakta hai account ko open karne me.



kaise pata kare ki mera account open hua ki nahi (How to know if my account is opened or not)

To friends bank account open hone me 10 se 15 din lag jata hai ya fir isse jyada bhi samay lag sakta hai, waise bank account open hua hai ya nahi iske bare me aap detail me janana chahte hai to niche diye gaye video ko dekh sakte hai.


Watch Video :



Comments

Popular posts from this blog

Bank of baroda balance check by miss call/ mini statement number | बैंक ऑफ़ बड़ौदा अकाउंट बैलेंस चेक कैसे करे मिस कॉल से